furqate tayba ki wahshat dil se jaaye khair se
furqate tayba ki wahshat dil se jaaye khair se me madina ko chaloo wo din phir aaye khair se dil mein hasrat koyee baaqi rah na jaaye khair se raahe tayba mein mujhe yoon maut aaye kahir se mere din phir jaaye ya rabb shab wo aaye khair se dil me jab maahe madina ghar banaaye khair se raat meree din bane unki baqaaye khair se qabr me jab unki tal?at jagmaghaaye khair se he ghanee ke dar pe hum bistar jamaaye khair se khair ke talib kahaan jaa?enghe jaaye khair se wo khiraame naaz farmaaye jo paaye khair se kya bayaan woh zindagee?ho dil jo paaye khair se mar ke bi dilse naajaaye ulfaht baage nabee khuld me bi bhaag janaa yaad aaye khair se ranjo gham hon benishaan aaye bahaar be khizaa mere dil me bhaage janaa ki huwaaye khair se istaraf bi do qadam jalwe khiraam naaz ke reh ghuzar me hum bi he aankhe bichae khair se ho mujhe seere ghulistaane madina yoon naseeb me bahaaronme chaloo khud ko gumaaye khair se zindabaad ae arazoo-e-baaghe tayba zindabaad tere dhum se he zamaane ke s...