Posts

Showing posts from August, 2025

Lab pe aati hai dua ban kay tamana meri

 Lab pe aati hai dua ban kay tamana meri Zindagi sham’a key surat ho Khudaya meri. Dur dunya ka maray dam say andheera ho jaye! Har jagah meray chamaknay say ujala ho jaye! Ho maray dam say younhi meray watan key zeenat Jis tarah phool say hoti hai chaman ki zenat. Zindgi hoo maray parwanay key surat Ya Rab! Ilm ki sham’a say ho mujko muhabat Ya Rub! Ho mara kaam ghareeboon key himayat kerna Dard mandoon say za’ieefoon say muhabbat karna. Maray Allah! burai say bachana mujhko Naik jo rah hoo us raah pay chalana mujh ko. Lub pay aati hai dua baan key tamana mayri Zindagee shama ki surat ho Khudaya meree. لب پہ آتی ہے دعا بن کے تمنا میری زندگی شمع کی صورت ہو خدایا میری دور دنیا کا مرے دم سے اندھیرا ہو جائے ہر جگہ مرے چمکنے سے اجالا ہو جائے ہو مرے دم سے یونہی مرے وطن کی زینت جس طرح پھول سے ہوتی ہے چمن کی زینت زندگی ہو مرے پروانے کی صورت یا رب علم کی شمع سے ہو مجھ کو محبت یا رب ہو مرا کام غریبوں کی حمایت کرنا درد مندوں سے ضعیفوں سے محبت کرنا مرے اللہ برائی سے بچانا مجھ کو نیک جو راہ ہو...

Kursi par koi bhi baithe raja toh mera Khwaja hai

 Kursi par koi bhi baithe raja toh mera Khwaja hai Sare hind ka hai raja mera Khwaja Maharaja Haidar ka ladala hai woh Zahra ka laal hai Beshak mera Moin Muhammad ki aal hai Deewanon ko kis baat ka akhir malaal hai Khwaja ko apni praja ka poora khayal hai Har ankh chahti hai ziyarat Moin ki Har dil me bas gayi hai mohabbat Moin ki Iss Sarzamin e Hind ke shahon ne keh diya Mehshar tak rahegi chahat Moin ki Ham garibon ki sadaon ne bulaya hai tujhe Hind ka shah Muhammad ne banaya hai tuje Kaise aayega koi harf hukumat pe teri Panjatan paak ne kursi par bithaya hai tujhe Pyaara hai Hasnain ka beshak Nabi ki aal hai Sanjar wala peer mera Saiyyada ka laal hai Mast hai mastan hai har haal mai khushal Chishtiya daaman ko joh pakda woh maalamaal hai Tu bardabar ki thokare ik baar khake dekh Milta hai kya kisi se zaraa aazmake dekh Tu jin se mil raha hai yeh saare ghulam hai Raja ko dekhna hai toh Ajmer jaake dekh Dar e Khwaja pe sawali ko khada rehne do Sar nadamat se juka hai toh juka reh...

KUCH AESA KARDE MERE KIRDIGAAR AANKHON ME IN TAZMEEN

  KUCH AESA KARDE MERE KIRDIGAAR AANKHON ME IN TAZMEEN Tadap Hai Dil Me To Hai Intizaar Aankhon Mein, Ye Shauk e Deed Rahe Baar Baar Aankhon Mein, Karar Aaye Meri Bekarar Aankhon Mein, KUCH AESA KARDE MERE KIRDIGAAR AANKHON MEIN, HUMESHA NAKSH RAHE ROO-E-YAAR AANKHON MEIN. Chupe Hai Jurm Meri Sharmsaar Aankhon Mein, Saza Ka Khauf Hai In Ashq Baar Aankhon Mein, Andhera Chaa Ne Laga Baar Baar Aankhon Mein, WO NOOR DE MERE PARWARDIGAR AANKHON MEIN, KE JALWAGAR RAHE RUKH KI BAHAR AANKHON MEIN. Sada Nawaza Hai Mujh Ko Tere Tasawwur Ne, Simat Diye Hai Sabhi Faasle Tasawwur Ne, Haseen Jalwa Dikhaya Mujhe Tasawwur Ne, KARAM YE MUJH PE KIYA HAI MERE TASAWWUR NE, KE AAJ KHICH DI TASWEER E YAAR AANKHON MEIN. Nazar Na Aaye To BeNoor Si Hai Ye Aankhen, Dikhayi De To Badi Keemti Hai Ye Aankhen, Nazare Saare Agar Kar Chuki Hai Ye Aankhen, UNHE NA DEKHA TO KIS KAAM KI HAI YE AANKHEN, KE DEKH NE KI HAI SAARI BAHAR AANKHON MEIN. Lahad Me Jis Gadi SARKAR ? Ki Ziyarat Ho, Zubaan Pe Naat Ke Ash'aar Has...

KUCH AESA KARDE MERE KIRDIGAAR AANKHON ME IN TAZMEEN

KUCH AESA KARDE MERE KIRDIGAAR AANKHON ME IN TAZMEEN Tadap Hai Dil Me To Hai Intizaar Aankhon Mein, Ye Shauk e Deed Rahe Baar Baar Aankhon Mein, Karar Aaye Meri Bekarar Aankhon Mein, KUCH AESA KARDE MERE KIRDIGAAR AANKHON MEIN, HUMESHA NAKSH RAHE ROO-E-YAAR AANKHON MEIN. Chupe Hai Jurm Meri Sharmsaar Aankhon Mein, Saza Ka Khauf Hai In Ashq Baar Aankhon Mein, Andhera Chaa Ne Laga Baar Baar Aankhon Mein, WO NOOR DE MERE PARWARDIGAR AANKHON MEIN, KE JALWAGAR RAHE RUKH KI BAHAR AANKHON MEIN. Sada Nawaza Hai Mujh Ko Tere Tasawwur Ne, Simat Diye Hai Sabhi Faasle Tasawwur Ne, Haseen Jalwa Dikhaya Mujhe Tasawwur Ne, KARAM YE MUJH PE KIYA HAI MERE TASAWWUR NE, KE AAJ KHICH DI TASWEER E YAAR AANKHON MEIN. Nazar Na Aaye To BeNoor Si Hai Ye Aankhen, Dikhayi De To Badi Keemti Hai Ye Aankhen, Nazare Saare Agar Kar Chuki Hai Ye Aankhen, UNHE NA DEKHA TO KIS KAAM KI HAI YE AANKHEN, KE DEKH NE KI HAI SAARI BAHAR AANKHON MEIN. Lahad Me Jis Gadi SARKAR ? Ki Ziyarat Ho, Zubaan Pe Naat Ke Ash'aar Hasbe...

Khuda Ke Fazl Se Hum Par Hai Saaya Ghous E Azam Ka

  Khuda Ke Fazl Se Hum Par Hai Saaya Ghous E Azam Ka Humen Dono Jahaan Mein Hai Sahara Ghous E Azam Ka Muhammed Ka Rasoolo Mein Hai Jaise Martaba A'ala Hai Afzal Awliya Me Yun Hi Rutba Ghous E Azam Ka Mureedi La-Takhaf Keh Kar Tasalli Di Ghulamo Ko Qayamat Tak Rahe Be-Khauf Banda Ghous E Azam Ka Hamari Laaj Kiske Haath Hai Baghdad Wale Ke Musibat Taal Dena Kaam Kiska Ghous E Azam Ka Gaye Ek Waqt Mein Sattar Mureedo Ke Yaha Hazrat Samajh Me Aa Nahi Sakta MuAmma Ghous E Azam Ka Bula Kar Kafilo Ko Dete Hain Abdar Ka Rutba Hamesha Josh Me Rehta He Dariya Ghous E Azam Ka Luab Apna Chataya Ahmed E Mukhtar Ne Inko To Phir Kaise Na Hota Bolbaala Ghous E Azam Ka Azizo Kar Chuko Taiyaar Jab Mere Janaaze Ko To Likh Dena Kafan Par Naam E Waala Ghous E Azam Ka Farishto Rokte Ho Kyu Mujhe Jannat Me Jaane Se Ye Dekho Haath Mein Daaman Hai Kiska Ghous E Azam Ka Lahad Mein Jab Farishte Mujhse Poochenge To Keh Dunga Tariqa Qadri Hu Naam Leva Ghous E Azam Ka Khudawanda Dua Maqbool Kar Hum Roo Siyaho(...

Khila Mere Dil Ki Gali Ghous E Aazam

  Khila Mere Dil Ki Gali Ghous E Aazam Mita Qalb Ki Be Kali Ghous E Aazam Mere Chand Mai Sadqe Aaja Idhar Bhi Chamak Uthhe Dil Ki Gali Ghous E Aazam Tere Rab Ne Maalik Kiya Tere Jad Ko Tere Ghar Se Duniya Pali Ghous E Aazam Wo Hai Kaun Aisa Nahi Jisne Paaya Tere Darr Pe Duniya Dhali Ghous E Aazam Kaha Jisne Ya Ghous Aghisni To Damm Me Bar-Aayi Musibat Tali Ghous E Aazam Nahi Koi Bhi Aisa Fariyadi Aaqa Khabar Jiski Tumne Na Li Ghous E Aazam Meri Rouzi Mujhko Ataa Kar De Aaqa Tere Darr Se Duniya Ne Li Ghous E Aazam Na Maangu Me Tujhse To Fir Kis Se Maangu Kahi Aur Bhi Hai Chali Ghous E Aazam Sadaa Gar Yaha Mai Na Du To Kaha Du Koi Aur Bhi Hai Gali Ghous E Aazam Jo Qismat Ho Meri Buri Achhi Kar De Jo A'adat Ho Badd Kar Bhali Ghous E Aazam Tera Martaba A'ala Kyo Ho Na Maula Tu Hai Ibn E Maula Ali Ghous E Aazam Qadam Gardan E Awliya Par Hai Tera Hai Tu Rabb Ka Aisa Wali Ghous E Aazam Jo Doobi Thi Kashti Wo Damm Me Nikali Tujhe Aisi Qudrat Mili Ghous E Aazam Hamara Bhi Beda Laga Do K...

Khake Taiba Mere Seene Se Laga Di Jaaye,

  Khake Taiba Mere Seene Se Laga Di Jaaye, Haan Basharat Mujhe Jannat Ki Suna Di Jaye. Mehfil-e-Naat Phir Ek Baar Saja Di Jaaye, Qalbe Dushman Ki Jalan Aur Badha Di Jaaye. Hosh Aayega Na Duniya Ki Dawaao Se Mujhe, Naale Sarkaare Do Aalam Ki Hawa Di Jaaye. Jis Paseene Ki Mahak Makke Ki Galiyon Me Rachi, Wohi Khushboo Mujhe Ek baar Sungha Di Jaaye. Ibne Khattab Ko Farooq Banaaya Jisne, Wohi Tasveer Mere Dil Me Bitha Di Jaaye. Ishq Gar Jurm Hai Faansi Ki Saza Do Mujh ko, Dare Mehboob Pe Lekin Ye Saza Di Jaaye. Ya Nabi Mujhko Bhi Haasil Hai Ghulami Ka Sharaf, Meri Naato Me bhi Taasire Raza Di Jaaye. Hashr Ke Roz Mai Aaqa Ki Sunaau Naate, Rab Kahe  NAZMI  Ko Firdous Me Jaa(n) Di Jaaye

khak muj me kamal rakhkha hai Naat Lyrics

  khak muj me kamal rakhkha hai Naat Lyrics Khak muj mai kamal rakhkha hai Mustafa(saw) ne sambhal rakhkha hai Mere aibon pe dal kar parda Apne achchho mai dal rakhkha hai Mustafa(saw) ne sambhal.................   Sab ne thukara diya to kya parwah Apne to khyal rakhkha hai Mustafa(saw) ne sambhal.................   Unki rahamat nahi fakt hum par Gair ka bhi khyal rakhkha hai Mustafa(saw) ne sambhal.................   Usko koy gira nahi sakata Jisko tune sambhal rakhkha hai Mustafa(saw) ne sambhal.................   Jo tumhara nahi use hamne Apne dil se nikal rakhkha hai Mustafa(saw) ne sambhal................. Un ke kadamo me maut aa jae Bas yahi ek saval   rakhkha hai Mustafa(saw) ne sambhal.................   Tera  'aejaz'  kab ka mar jata tere tukaro ne paal rakhkha hai mustafa(saw) ne sambhal.......

Khairul Bashar par Lakho Salam Lakho Darood aur Lakho Salam

  Khairul Bashar par Lakho Salam Lakho Darood aur Lakho Salam Jinno Malaek Tere Ghulam Sab se siwa hai Tera Muqaam Yaseen O Taha Tere hi naam Ala se Ala Tera Muqaam Sab Ambiya ka Tu hai IMAM Kul Aulia hai Tere Ghulam Arshe baree tak charcha Tera Shams o Qamar hai Sadqa Tera Yeh mahe kamil husne tamam Sab ko mayas'sar ho yeh muqaam Pahoonche Madine bankar Ghulam Padhte Darood aur Padhte Salam Itna Karam to Farmaiye Rauze pe sab ko bulwaiye Hazir yahaan hai jitne ghulam Teri Sana hai mera naseeb Qurbaan Tujh par jaane Adeeb Tujh par tassaduq Alam tamam

Khairat lene aagaye mangte tumhare khwaja Naat Lyrics

  Khairat lene aagaye mangte tumhare khwaja Naat Lyrics Khairat Lene Aagaye Mangte Tumhare Khwaja Bhardeejiye Daman Muraado Se Hamare Khwaja Mere Khwaja Piya ....... Tunai Madad Gi Ha Madad Ha Madad Gi Tu Ne Qurban Tere Jab Bhi Tarap Kar Hum Pukaare Khwaja Mere Khwaja Piya ....... Mayoos Jata Hi Nahi Koi Tumhare Dar Se Hum Ko Bhi Dai Hasnain Ke Sar Ka Utaare Khwaja Mere Khwaja Piya ....... Mangto Ki Rakkhlai Laaj Karde Sab Muraade Puuri Daman Pasare Aagaye Tere Tuware Khwaja Mere Khwaja Piya ....... Deta Hu Tujko Waasta Ghawsul Wara Ko Mujko Phir Masjid-E-Nabvi Ke Dikhlade Minaare Khwaja Mere Khwaja Piya ....... Ye Jagmata Noor Barsata Ta Tumhara Rawza Sharma Gaye Is Ke Aagayi Chaand Tare Khwaja Mere Khwaja Piya .....

Kaun Shehre Makkah Me Subha Subha Aaya Hai Naat Lyrics

  Kaun Shehre Makkah Me Subha Subha Aaya Hai Naat Lyrics कौन शहर मक्का में सुबह-सुबह आया है जिसके नूर से आलम सारा जगमगाया है ग़ैब से निदा आई है आमेना मुबारक हो तूने रहमते हक से नूर हक का पाया है थी निदा शब ए असरा उडनो मिन्ने मेहबूब बे थड़क चले आओ, हमने ही बुलाया है अक्ल सबकी हैरा है देख कर शहे दी को ये बशर तो है लेकिन, क्यू ना इनका साया है इन्ना-मा अना बशरुम मिस्लोकुम के पर्दे में हक ने अपने जलवो का आइना सजाया है या नबी मैं तुमपर क्यू ना जानो दिल फिदा कर दू हमने आपको पा कर तो खुदा को पाया है दामन ए नबी आशिक अब ना हमसे छूटेगा हमने उनसे जो मांगा, वो खुदा से पाया है =========================== Kaun Shehre Makkah Me Subha Subha Aaya Hai Jiske Noor Se A'alam Saara Jagamagaya Hai Ghaib Se Nida Aayi Aamena Mubarak Ho Tune Rehmate Haq Se Noor Haq Ka Paaya Hai Thi Nida Shab E Asra Udno Minne Mehboob Be Thadak Chale Aao, Humne Hi Bulaya Hai Aql Sabki Hairaa Hain Dekh Kar Shahe Dee Ko Ye Bashar To Hai Lekin, Kyu Na Inka Saaya Hai Inna-ma Ana Basharum Mislokum Ke Parde Me Haq Ne Apne Jalwo Ka ...

Katle Hussain Asl Mein Marge Yazeed Hai Naat Lyrics

  Katle Hussain Asl Mein Marge Yazeed Hai Naat Lyrics Katle Hussain Asl Mein Marge Yazeed Hai Islam Zinda Hota Hai Har Karbala Ke Baad O Shimr La-een Zaalim Kya Zulm Kiya Tu Ne Pyasa Hi Gala Kaata Pani Na Diya Tu Ne Laash Aayi Jab Asghar Ki Maa Kehne Lagi Ro Ke Pyasa Hi Gala Kaata Pani Na Diya Tu Ne Woh Kis Ke Nawaase Hai Bhooke Hai Ya Pyase Hai Itna Bhi Na Socha Mardood Zaraa Tu Ne Sar Apna Kataaya Itni Bhi Parwa Na Ki Tu Ne Batil Ki Shabhaas Tujhe Aye Hur Kya Kaam Kiya Tu Ne Mar Kar Bhi Kabhi Zaalim Aaram Na Payega Baaghe Gule Ahmad Ko Paamaan Kiya Tu Ne

Kare Chara Sazi Ziyarat Kisi Ki Naat Lyrics

  Kare Chara Sazi Ziyarat Kisi Ki Naat Lyrics Kare Chara Sazi Ziyarat Kisi Ki Bharay Zakham Dil Ke Malaahat Kisi Ki Chamak Kar Ye Kehte Hai Tal'at Kisi Ki Ke Deedar-E-Haq Hai Ziyarat Kisi Ki Ajab Pyari Pyari Hai Soorat Kisi Ki Humein Kiya Khuda Ko Hai Ulfat Kisi Ki Abhee Paar Hoon Doobnay Waalay Beiray Sahara Lagaday Jo Rehmat Kisi Ki Kisi Ko Kisi Se Hui Hai Na Hogee Khuda Ko Hai Jitnee Muhabbat Kisi Ki Dum-E-Hashar Aasee Mazay Lay Rahay Hain Shafa'at Kissee Kee Hai Rehmat Kisi Ki Khuda Ka Diya Hai Teray Paas Sub Kuch Teray Hotay Kiya Hum Ko Haajat Kisi Ki Qamar Ik Ishaaray Mein Do Tukray Dekha Zamanay Pay Roshan Hai Taaqat Kisi Ki Humein Hain Kissee Kee Shafa'at Kee Khaatir Humaree Hee Khaatir Hai Shafa'at Kisi Ki Musibat Zadoon Shaad Ho Tum Keh Unse Nahi Dekhi Jaati Musibat Kisi Ki Na Pohonchaygay Jab Tak Gunaahgar Un Kay Na Jaayegi Jannat Mein Ummat Kisi Ki Khuda Say Dua Hai Keh Hungaam-E-Rukhsat Zubaan-E-Hassan Par Ho Midhat Kisi Ki

Karbala K Jan Nisaro Ko Salam Naat Lyrics

  Karbala K Jan Nisaro Ko Salam Naat Lyrics Karbala K Jan Nisaro Ko Salam Fatima Zahra K Pyaro Ko Salam Mustafa K Maah'paron Ko Salam Nojawano Gul Azaron Ko Salam Karbala Teri Baharon Ko Salam Jaa-Nisari K Nazaro Ko Salaam Ya Husain Ibne Ali Mushkil Kusha, Aapke Sab Jaa-Nisaaro Ko Salaam Akbar O Asghar Pe Jaan Qurban Ho, Mere Dil K Tajdaron Ko Salam. Qasim O Abbas Par Lakhon Durood, Karbala K Sheh Suwaron Ko Salam. Jis Kisi Ne Karbala Mai Jaan Di, Un Sabhi Eimaandaron Ko Salam Bhukhi Pyasi Bibi O Par Ho Durood, Bhukhe Pyase Gul Azaron Ko Salam Bhaid Kya Jaane Shahadat Ka Koi, Unn Khuda K Raaz Daron Ko Salam. Bebasi Me Bhi Haya Baaqi Rahi, Sab Hussaini Parda Daron Ko Salam Aal-O-As'hab-E-Nabi Ko Jis Qadar, Chahny Waly Han Saron Ko Salam Ya Khuda ! Ay Kash ! Ja Kr Phir Kron Krbala K Sab Mazaron Ko Salam Rehmatain Ho Har Sahabi Par Mudam , Aur Khususan 4 Yaron Ko Salam  Bebiyon Ko Abid-E-Bimar Ko , Be'kason Ko Gham K Maron Ko Salam Ho Gaye Qurban Muhammad Aur Aon Sayida Zenab ...

Karam maangta hu ata maangta hu Naat Lyrics

  Karam maangta hu ata maangta hu Naat Lyrics करम माँगता हूँ, 'अता माँगता हूँ इलाही ! मैं तुझ से दु'आ माँगता हूँ 'अता कर तू शान-ए-करीमी का सदक़ा 'अता कर दे शान-ए-रहीमी का सदक़ा न माँगूँगा तुझ से तो माँगूँगा किस से ? तेरा हूँ, मैं तुझ से दु'आ माँगता हूँ करम माँगता हूँ, 'अता माँगता हूँ इलाही ! मैं तुझ से दु'आ माँगता हूँ जो मुफ़्लिस हैं उन को तू दौलत 'अता कर जो बीमार हैं उन को सेहत 'अता कर मरीज़ों की ख़ातिर शिफ़ा माँगता हूँ इलाही ! मैं तुझ से दु'आ माँगता हूँ करम माँगता हूँ, 'अता माँगता हूँ इलाही ! मैं तुझ से दु'आ माँगता हूँ मेरी जो बहन भी कुँवारी है, मौला ! उसे नेक रिश्ता 'अता कर दे, मौला ! मैं सदक़ा-ए-ज़हरा सदा माँगता हूँ इलाही ! मैं तुझ से दु'आ माँगता हूँ करम माँगता हूँ, 'अता माँगता हूँ इलाही ! मैं तुझ से दु'आ माँगता हूँ जो नादार हैं, कुछ नहीं जिन के पल्ले उन्हें भी दिखा दे हरम के तू जल्वे हुज़ूरी हो सब की, दु'आ माँगता हूँ इलाही ! मैं तुझ से दु'आ माँगता हूँ करम माँगता हूँ, 'अता माँगता हूँ इलाही ! मैं तुझ से दु'आ माँग...

Karam Ke Badal Baras Rahe Hain Naat Lyrics

  Karam Ke Badal Baras Rahe Hain Naat Lyrics Karam Ke Badal Baras Rahe Hain, Dilon Ki Kheti Hari Bhari Hai Yeh Kon Aya Ke Zikr Jinka, Nagr Nagr Hai Galli Galli Hai Diye Dilon Ke Jala Ke Rakha, Nabi Ki Mahfil Saja Ke Rakhna Jo Rahat-E-Dil Sukun Jaan Hai, Woh Zikr Zikr-E-Muhammadi Hai Jo Gaaliyah Sun Ke Dein Duaein, Barro Ko Apne Galle Lagaey Saraapa Lutf-O-Karam Jo Thahri Woh Mere Aqa Ki Zindigi Hai Nabi Ko Apna Khuda Na Mano, Khuda Se Lekin Juda Na Jano Yeh Ahl-E-Iman Ka Yeh Aqida, Khuda Khuda Hai Nabi Nabi Hai Main Apni Qismat Pe Kyoun Na Jhumoun, Main Kyoun Na Waliyon Ke Dar Ko Chumoun Main Naam-E-Laiwa Mustafa Ka, Khuda Ke Bandon Se Dosti Hai Hai Dosh Par Jin Ke Kamli Kali Wohi To Hain Do Jahan Ke Waali Koi Sawali Na Bejha Khali Yeh Shan Mere Karim Ki Hai Na Mangu Dunya Ke Tum Khazane Niyazi Chalein Madine Ke Badshah Se Bharh Ke Pyare Nabi Ke Dar Ki Ghadagari Hai

Kankar Se Kalma Padhwao Phir Kehna Hum Jaise The Naat Lyrics

  Kankar Se Kalma Padhwao Phir Kehna Hum Jaise The Naat Lyrics Kankar Se Kalma Padhwao Phir Kehna Hum Jaise The Doobey Suraj Ko Lautao Phir Kehna Hum Jaise The Tum Bhi Zara Meraj Ko Jao Phir Kehna Hum Jaise The Jao Namaze Lekar Aao Phir Kehna Hum Jaise The Lohe Se Talwar Banana Aam Hai Duniya Main Lekin Tehni Ko Talwar Banao Phir Kehna Hum Jaise The Peshani Par Daagh Banana Koi Mushkil Kaam Nahi Nakshe Qadam Pathar Par Banao Phir Kehna Hum Jaise The Bamo Daro Dewar Salami Dene Lage Kuch Aisa Karo Ped Ko Apne Paas Bulao Phir Kehna Hum Jaise The Uper Jaana Neeche Aana Ye To Bashar Ki Taaqat Hai Sayr E Jannat Kar Ke Dikhao Phir Kehna Hum Jaise The Sarwar E Dee Ki Baat Badi Hai Chodon In Sab Baaton Ko Unke Ghulamon Se Banjao Phir Kehna Hum Jaise The Unki Har Ik Ungli Se Tha Jaari Chasma Ay Kaleem Pani Un Pyason Ko Pilao Phir Kehna Hum Jaise The

Kaliyaan Zulfaa Wala Dukhi Dillan Daa Sahaara

  Kaliyaan Zulfaa Wala Dukhi Dillan Daa Sahaara Qassam Khudaa Dii Maynoon Sab Naloon Pyaara. Dassan Ki Main Mustafa Di Kaydi Sohnii Shaan Hai Aap Di Tareef Which Sara Hee Qur’an Hai, Parh Kay Tu Weykh Jeyra Marzi Sipaara Qassam Khuda Di Meinoon Sab Naloon Pyara. Eyda Sohna Nabi Koi Duniya Tay Aaya Nahin Yaar Ey Ho Jiyaa Koyi Rab Nay Banaya Naheen, Deed Meray Nabi Di Hai Rab Da Nazaara Qassam Khuda Di Meinoon Sab Naloon Pyara. Denday Nay Gawahi Zaray Zaray Koay Toor Day Wekhday Naseeban Walay Jalway Hazoor Day, Aamina Da Chan Tay Halima Da Dhulara Qassam Khuda Di Meinoon Sab Naloon Pyara. Kar Kay Ishara Sohna Suraj Noon Morda Aapay Chaan Torda Tay Aapay Chan Jorda, Bigari Banaway Meray Nabi Da Ishaara Qassam Khudaa Dii Maynoon Sab Naloon Pyaara. Kehndi Aye Heleema Mukh Wekh Lajpal Da Lab Kay Leyawaan Kithoon Sohna Teray Naal Da, Aamina Da Chan Tay Halima Da Dhulara Chohdween Da Chaand Tay Arshaan Da Tara

Kahan main kahan madh-e-zat-e-girami Naat Lyrics

  Kahan main kahan madh-e-zat-e-girami Naat Lyrics कहाँ मैं कहाँ मद्ह-ए-ज़ात-ए-गिरामी न 'सा'दी' न 'रूमी' न 'क़ुदसी' न 'जामी' पसीने-पसीने हुआ जा रहा हूँ कहाँ ये ज़बाँ और कहाँ नाम-ए-नामी सलाम उस शहंशाह-ए-हर-दो-सरा पर दरूद उस इमाम-ए-सफ़-ए-अंबिया पर पयामी तो बे-शक सभी मोहतरम हैं मगर अल्लह अल्लाह ख़ुसूसी पयामी फ़लक से ज़मीं तक है जश्न-ए-चराग़ाँ कि तशरीफ़ लाते हैं शाह-ए-रसूलाँ ख़ुशा-जल्वा-ए-माहताब-ए-मुजस्सम ज़हे आमद-ए-आफ़्ताब-ए-तमामी कोई ऐसा हादी दिखा दे तो जानें कोई ऐसा मोहसिन बता दे तो जानें कभी दोस्तों पर नज़र एहतिसाबी कभी दुश्मनों से भी शीरीं कलामी इताअ'त के इक़रार भी हर क़दम पर शफ़ा'अत का इक़रार भी हर नज़र में उसूलन ख़ताओं पे तंबीह लेकिन मिज़ाजन ख़ता-कार बंदों के हामी ये आँसू जो आँखों से मेरी रवाँ हैं अता-ए-शहंशाह-ए-कौन-ओ-मकाँ हैं मुझे मिल गया जाम-ए-सहबा-ए-कौसर मिरे काम आई मिरी तिश्ना-कामी फ़क़ीरों को क्या काम तब्ल-ओ-अलम से गदाओं को क्या फ़िक्र जाह-ओ-हशम की अबाओं क़बाओं का मैं क्या करूँगा 'अता हो गया मुझ को ताज-ए-ग़ुलामी उन्हें सिद्क़-ए-दि...

Kabe Pe Pari Jab Pehli Nazar Naat Lyrics

  Kabe Pe Pari Jab Pehli Nazar Naat Lyrics Kaa'be Pei Pari Jab Pehli Nazar Kya Cheez Hai Duniya Bhul Gayi Youn Hosh-O-Khard Maflooj Hote Dil Zook-E-Tamasha Bhul Gayi Ahsaas Ke Parde Lehraye Imaan Ki Haraarat Teezi Hoyi Sajdoun Ki Tarap Allah Allah Sar Apna Sooda Bhul Geya Poncha Jo Haram Ki Chookhat Tak Aik Ibre Karam Ne Gheer Liya Baqi Na Raha Phir Hosh Mujhe Kya Mangha Aur Kya Kya Bhul Geya Jis Waqt Dua'a Ko Haat Uthe Yaad Na Saka Jo Socha Tha Izhaar-E-Aaqeedat Ki Dahan Mei Izhaar-E-Tamana Bhul Geya Har Waqt Barasti Hai Hai Rehmat Kaa'be Mein Jameel Alllah Allah Khaki Houn Main Kitna Bhul Geya Aati Houn Main Kitna Bhul Geya

Kabe Pe Pari Jab Pehli Nazar Naat Lyrics

  Kabe Pe Pari Jab Pehli Nazar Naat Lyrics Kaa'be Pei Pari Jab Pehli Nazar Kya Cheez Hai Duniya Bhul Gayi Youn Hosh-O-Khard Maflooj Hote Dil Zook-E-Tamasha Bhul Gayi Ahsaas Ke Parde Lehraye Imaan Ki Haraarat Teezi Hoyi Sajdoun Ki Tarap Allah Allah Sar Apna Sooda Bhul Geya Poncha Jo Haram Ki Chookhat Tak Aik Ibre Karam Ne Gheer Liya Baqi Na Raha Phir Hosh Mujhe Kya Mangha Aur Kya Kya Bhul Geya Jis Waqt Dua'a Ko Haat Uthe Yaad Na Saka Jo Socha Tha Izhaar-E-Aaqeedat Ki Dahan Mei Izhaar-E-Tamana Bhul Geya Har Waqt Barasti Hai Hai Rehmat Kaa'be Mein Jameel Alllah Allah Khaki Houn Main Kitna Bhul Geya Aati Houn Main Kitna Bhul Geya

kabe ki ronak kabe ka manzar Naat Lyrics

  kabe ki ronak kabe ka manzar Naat Lyrics allahu akbar allahu akbar allahu akbar allahu akbar   kabe ki ronak kabe ka manzar allahu akbar allahu akbar (2) dekhu to dekhe jau barabar allahu akbar allahu akbar   (2) ae mere allah  a e mere allah mere maula tere karam ki kya bat maula tere haram ki kya bat maula ta umr karde aana mukdar allahu akbar allahu akbar (2) ae mere allah  a e mere allah mere maula hamde khud se tar hai zabane kano mai ras dholati hain azane bas ik sada aati hain barabar allahu akbar allahu akbar  (2) ae mere allah  a e mere allah mere maula yaad aa gai jab apni khatae asko me dhalti hain iltijae roya gilafe kaba pakar kar allahu akbar allahu akbar  (2) ae mere allah  a e mere allah mere maula bheja hain jannat se tujko khuda ne chuma hain tujko khud mustafa(saw) ne ai sange aswad tera mukdar allahu akbar allahu akbar  (2) ae mere allah  a e mere allah mere maula mangi hain maine jitni duaae manjur hongi ...