kabe ki ronak kabe ka manzar Naat Lyrics
kabe ki ronak kabe ka manzar Naat Lyrics allahu akbar allahu akbar allahu akbar allahu akbar kabe ki ronak kabe ka manzar allahu akbar allahu akbar (2) dekhu to dekhe jau barabar allahu akbar allahu akbar (2) ae mere allah a e mere allah mere maula tere karam ki kya bat maula tere haram ki kya bat maula ta umr karde aana mukdar allahu akbar allahu akbar (2) ae mere allah a e mere allah mere maula hamde khud se tar hai zabane kano mai ras dholati hain azane bas ik sada aati hain barabar allahu akbar allahu akbar (2) ae mere allah a e mere allah mere maula yaad aa gai jab apni khatae asko me dhalti hain iltijae roya gilafe kaba pakar kar allahu akbar allahu akbar (2) ae mere allah a e mere allah mere maula bheja hain jannat se tujko khuda ne chuma hain tujko khud mustafa(saw) ne ai sange aswad tera mukdar allahu akbar allahu akbar (2) ae mere allah a e mere allah mere maula mangi hain maine jitni duaae manjur hongi ...