Posts

Dushman-E Ahmad Pe Shiddat Kijiye

  Dushman-E Ahmad Pe Shiddat Kijiye Mulhidon Ki Kya Murrawat Kijiye Zikr Unka Chheriye Har Baat Me Chherna Shaytaan Ka Aadat Kijiye Misl-E Faras Zalzalay Hoon Najdmein Zikr-E Aayaat-E Wilaadat Kijiye Ghaiz Mein Jal Jaa-Ein Be Deeno Ke Dil Yaa Rasool Allah Ki Kasrat Kijiye Kijiye Charcha Unhee Ka Subh-O Shaam Jaan-E Kaafir Par Qayamat Kijiye Shirk Thehre Jis Mein Ta’zeem-E Habeeb Us Bureh Mazhab Pe Laanat Kijiye Zaalimo! Mahboob Ka Haqq Tha Yehi Ishq Ke Badle Adaawat Kijiye Ghaus-E-Azam Aap Se Faryaad Hai Zinda Phir Ye Paak Millat Kijiye Mere Aaqa Hazrate Ach’che Mia Ho Raza Ac’cha Wo Soorat Kijiye ====================== दुश्मन-ए अहमद पे शिद्दत किजिये मुलहिदों की किया मुरव्वत किजिये जिक्र उनका छेरिये हर बात में छेरना शेतान का आदत किजिये मिसले फारस ज़लज़ले हो नज्द में ज़िक्र-ए आयते विलादत किजिये ग़ैज़ में जल जा ये बे दीनो के दिल या रसूल अल्लाह की कसरत किजिये किजिये चर्चा उन्हीं का सुबहो शाम जाने काफिर पर कयामत किजिये शिर्क ठेहरे जिस में ता'ज़ीमे हबीब उस बुरे मज़हब पे लानत किजिये ज़ाल...

Durood Lab Par Khayal Dil Mein

  Durood Lab Par Khayal Dil Mein Aur Ashq Aankhon Mein Aa Rahe Hain Huzoor Ke Dar Pe Jaa Rahe Hain To Iss Kareene Se Jaa Rahe Hain Rasool E Akram Zameen E Rabb Par Kisi Tarha Ghum Nibha Rahe Hain Jahan E Tarik Mein Lahu Se Charagh E Ulfat Jala Rahe Hain Charagh Tera Hai Noor Tera Badan Bhi Tera Lahu Bhi Tera Ye Sab Teri Milkiyat Hai Aaqa Ke Hum To Karza Chuka Rahe Hain Hum Apni Nafsaniyat Ke Chahkar Tumhara Haq Kya Adaa Karenge Bas Ik Tumhara Karam Hai Aaqa Ke Jis Pe Takiya Laga Rahe Hain Main Dayr Se Aa Sakunga Aaqa Gunah Ki Gathriyan Lagi Hain Ba Teri Rehmat Ke Aasre Par Qadam Qadam Badhte Jaa Rahe Hain Janaab E Adam Bhi Keh Rahe Hain Madad Kisi Aur Darr Se Maango Kaleem O Isa Bhi Mere Aaqa Tumhari Janib Hi Aa Rahe Hain Barouz E Mehshar Tumhara Mujrim Tumhare Daman Mein Aake Chhupta Magar Wahan Auliya Jama Hain Jo Sur Sun Sun Ke Aa Rahe Hain Mein Sakht Maayus Ho Chuka Tha Ke Ghous E Azam Pukar Uthhe Mere Aaqa Mere Muridon Ko Jaane Kab Se Bula Rahe Hain Humara Ghumkhwar Bhi Hai Ko...

Duniya Te Aya Koi Teri Na Misaal Da

  Duniya Te Aya Koi Teri Na Misaal Da Mein Labke Le Awa Kitho Sona Tere Naal Da Soneya Daroood Peche, Rab Teri Zaat Nu, Mukh Tera Noor Wande, Saare Kainaat Nu, Shedaey Zamaana, Tere Husnu Jamaal Da, Mein Labke Le Awa Kitho Sona Tere Naal Da Dunya Te Aya Koi Teri Na Misaal Da Makke Reen Waaleya, Madine Or Waalea, Kethe Khaan Walia Nu, Sinne Laan Waaleya, Tere Bina Dighe Anu, Koina Sambaal Da Mein Labke Le Awa Kitho Sona Tere Naal Da Dunya Te Aya Koi Teri Na Misaal Da Terian Te Sifta Daan, Koiwi Saamb Nei, Du Te Kithe Tereaa, Ghulama Da Jawab Nahi. Hu Raata I Roob Wande, Abshii Bilal Da Mein Labke Le Awa Kitho Sona Tere Naal Da Dunya Te Aya Koi Teri Na Misaal Da Ho Kapeya Dewee Tere, Sacheya Piyaara Da, Joondaye Zahoori Naa. Laike Tere Yaaran Da Golaye Tera, Tere Dard Da, Tere Yaal Da Mein Labke Le Awa Kitho Sona Tere Naal Da Dunya Te Aya Koi Teri Na Misaal Da. Submit By Sabbir

Duniya ke aye musafir manzil teri qabar hai

  Duniya ke aye musafir manzil teri qabar hai Tai kar raha hai jo tu do din ka yeh safar hai Jab se bani hai duniya aaye hazaro laakho Baaki raha na koi mitti me sab samaye Iss baat ko na bhulo sabka yahi hashar hai Duniya ke aye musafir manzil teri qabar hai Ye aali shan Banglay wahan kaam ka nahin hain Makhmal main sonay walay maati main so rahay hain Do Gaz zamin ka tukra mitti ka tera ghar hai Duniya ke aye musafir manzil teri qabar hai Mahalo me sone wale mitti me so rahe hai Shaho gadha yaha sab ek saath so rahe hai Dono huye barabar yeh maut ka asar hai Duniya ke aye musafir manzil teri qabar hai Aankho se tune apni janaze dekhe Haatho se tune apne dafnaye kitne murde Anjam se tu apne kyu itna bekhabar hai Duniya ke aye musafir manzil teri qabar hai

Do Jahaan Ke Waali Ka Do Jahaan Pe Saya He

  Do Jahaan Ke Waali Ka Do Jahaan Pe Saya He Un Ko To Khuda Ne Un Ki Marzi Se Banaya He Noori Noori Jalwe Hean Keise Pyaare Jalwe Hain Chaand Un Ke Jalwon Ki Bheek Lene Aaya He Waduha Ka Chehra Hea Taaha Ka Sehra He Un Ke Muskurane Se Zamana Jagmagaya He Toor Pe Kaha Rab Ne Lantarani Musa Ko Lekin Mere Aaqa Ko Arsh Pe Bulaya He Nabiyon Ne Salami Di Valiyon Ne Ghulami Ki Sar Pe Un Ke Khaaliq Ne Taaj Wo Sajaya He Lete Hean Dua'en Wo Karte Hean Jafa'en Wo Seene Se Laga'en Uss Ko Jiss Ne Bhi Sitaya He Barkaton Ke Rele Hean Nooyon Ke Mele Hain Haleema Teri Kuttya Mean Koan Muskuraya He

Dile Dard Mand Ki Dastan Na Kahu ju Tum se to kiya karu

  Dile Dard Mand Ki Dastan Na Kahu ju Tum se to kiya karu Tum hi Ghamzadon ke ho Qadr dan na Kahu ju tum se to kiya karu mere haal par bhi raham karo main kahon ju arz wo sun tu lo mere baap maa se ho mehrban na Kahu jo tum se to kiya karu Dame Nazaa aisi he bebasi nahi saat dete hawas bhi Mujeh Chood jata he karwan na Kahu ju tum se to kiya karu jo lahad me mujh se sawaal ho tum hi aake us ka jawab do ye bahut hi saqt he imtehan na Kahu ju tum se to kiya karu jo amir dekhe nabi idhar to kahu ye haton ko jod kar ke tadapte dil ko main neem jaan na Kahu ju tum se to kiya karu

Dile Be Mudda Hai Aur Main Hoon Naat Lyrics

  Dile Be Mudda Hai Aur Main Hoon Naat Lyrics दिल-ए-बे-मुद्दआ है और मैं हूँ मगर लब पर दुआ है और मैं हूँ न साक़ी है न अब वो शय है बाक़ी मिरा दौर आ गया है और मैं हूँ उधर दुनिया है और दुनिया के बंदे इधर मेरा ख़ुदा है और मैं हूँ कोई पुरसाँ नहीं पीर-ए-मुग़ाँ का फ़क़त मेरी वफ़ा है और मैं हूँ अभी मीआद बाक़ी है सितम की मोहब्बत की सज़ा है और मैं हूँ न पूछो हाल मेरा कुछ न पूछो कि तस्लीम ओ रज़ा है और मैं हूँ ये तूल-ए-उम्र ना-माक़ूल ओ बे-कैफ़ बुज़ुर्गों की दुआ है और मैं हूँ लहू के घूँट पीना और जीना मुसलसल इक मज़ा है और मैं हूँ 'हफ़ीज़' ऐसी फ़लाकत के दिनों में फ़क़त शुक्र-ए-ख़ुदा है और मैं हूँ Dil-e-be-mudda hai aur main hoon Magar lab par dua hai aur main hoon Na saaqi hai na ab wo shai hai baaqi Mera daur aa gaya hai aur main hoon Udhar duniya hai aur duniya ke bande Idhar mera Khuda hai aur main hoon Koi pursaan nahin Peer-e-Mughan ka Faqat meri wafa hai aur main hoon Abhi miyaad baaqi hai sitam ki Mohabbat ki saza hai aur main hoon Na poocho haal mera, kuch na poocho Ke tasleem-o-...

Dil Thikana Mere Hussain Ka Hai

  Dil Thikana Mere Hussain Ka Hai Yeh Khazana Mere Hussain Ka Hai Mustafa Ka Hua Hai Sajda Taweel Kya Satana Mere Hussian Ka Hai Masjid e Nabvi Mein Dauraan e Namaaz Aana Jaana Mere Hussian Ka Hai Jiski Aankhon Ne Rab Ko Dekha Hai Ayesa Naana Mere Hussain Ka Hai Tum Kaha Karte Ho Jise Kaafir Wo Toh Dada Mere Hussain Ka Hai Jis Ne Tukde Kiye Thay Marhab Ke Ayesa Baba Mere Hussain Ka Hai Chahe Aaye Yazeed Jaise Hazaar Har Zamana Mere Hussain Ka Hai Jisko Quraan Ne Sabse Aala Kaha Wo Gharana Mere Hussain Ka Hai Chaand Taaron Se Bhi Ziyada Haseen Muskurana Mere Hussain Ka Hai Sar Jhukate Hain Jibraeel Jahaan Ashiyaana Mere Hussain Ka Hai Aal e Imraan Kaha Gaya Hai Jise Wo Gharana Mere Hussain Ka Hai Karbala Bhi Toh Ek Arsh Hi Hai Ye Thikana Mere Hussain Ka Hai Apne Nana Ke Deen Ki Khatir Sar Katana Mere Hussain Ka Hai Dediya Khud Ko Bhi Khuda Ke Liye Kya Lutana Mere Hussain Ka Hai Bheek Lete Hain Awliya Bhi Jahan Aastana Mere Hussain Ka Hai Jis Jagah Na Gaya Koi Sabir Aagey Jaana Mere ...

Dil Ne Tumhe Khwaja Pukara Hai Naat Lyrics

  Dil Ne Tumhe Khwaja Pukara Hai Naat Lyrics दिल ने तुम्हे खव्जा पुकारा है पुकारा है सारा भारत तुम्हारा है ओ मेरे खव्जा ओ मेरे राजा ओ मेरे राजा ।।।। दिल ने तुम्हे खव्जा पुकारा है सारा भारत तुम्हारा है ।। दिल्ली मे चलती है निजामुद्दीन की मुंबई मे चलती है हाजी अली की up मे कचोचा महरेरा बाले और आला हजरत है हमको शवाले । साबिर पिया सहारा है सारा भारत तुम्हारा है दिल ने तुम्हे खव्जा पुकारा है पुकारा है सारा भारत तुम्हारा है ।। ओ मेरे खव्जा ओ मेरे राजा ओ मेरे राजा ।।।। ज़ेहरा के पोते हो हिन्दल बली हो नूरे नज़र शेरे मौला अली हो तुम्ही तो खव्जा अतए नबी हो बिन मंगाए देते हो एसे शखी हो । हमने भी दामन पसारा है सारा भारत तुम्हारा है ।।।।। दिल ने तुम्हे खव्जा पुकारा है पुकारा है सारा भारत तुम्हारा है ।।।। ओ मेरे खव्जा ओ मेरे राजा ओ मेरे राजा ।।।। इमान बक्सा है क़ुरआ बड़ाया हिन्द की धरती पे हमको बसाया छोड़ के ये देश तेरा अब ना कही जाना जुल्मो सितम चाहे करे जितना जमाना । जान चली जाए गवारा है सारा भारत तुम्हारा है ।।।।।। दिल ने तुम्हे खव्जा पुकारा है पुकारा है सारा भारत तुम्हारा है ।।। ओ मेरे खव्जा ओ ...

Dil Mera Duniya Pe Shaida Hogaya

  Dil Mera Duniya Pe Shaida Hogaya Aye Mere Allah Yeh Kia Ho Gaya Kuch Mere Bachne Ki Soorat Kijiye Ab To Jo Hona Tha Maula Ho Gaya Aib Posh-e-Khalq-e-Daaman Se Tere Sab Gunah Garon Ka Parda Ho Gaya Rakh Diya Jab usne Pathar per Kadam Saaf Ek Aaina Paida Ho Gaya Dur Ho Mujhse Jo Unse Dur Hai Us pe main Sadqe Jo Unka Ho Gaya Garmi Bajare Mola Badh Chali Narkhe Rahmat Khub Suta Ho Gaya Dekh Kar Unka Faroge Husne Pa Mahar Jarrah Chand Tara Ho Gaya Rab-e-Sallim Wo Idhar Kehne Lage Us Taraf Paar Apna Bera Ho Gaya Unke Jalwon Mein Hai Ye Dil Chaspiya Jo wahan pahuncha wahi ka Ho Gaya Tere Tukro Se Pale Dono Jaha Sab Ka Us Darse Gujara Ho Gaya Asalam ae sakinane ku ae dost Ham Bhi Ate He Jo Ima Ho Gaya Unke Sadke Mein Ajabo  Se Chhute Kam Apna Nam Unka Ho Gaya Sar Wahi Jo Un Ke Kadamo Se Laga Dil Wahi Jo Un Pe Seda Ho Gaya Husne Yusuf Par Jhulekha Mit Gai Aap Par Allah Pyara Ho Gaya Gol Unke Aashiyo Ke Aaye Jab Chhat Gai Sab Bhid Rasta Ho Gaya Zahido Ki Khuld Par Kya Dhum Thi Koi Jan...

Dil Mein Ho Yaad Teri Gosha E Tanhaii Ho

  Dil Mein Ho Yaad Teri Gosha E Tanhaii Ho Phir To Khalwat Mein Ajab Anjuman Aaraii Ho Aaj Jo Aeb Kisi Per Nahi Khulne Dete Kab Wo Chahenge Meri Hashar Men Ruswayee Ho. Aastana Pe Tere Sarr Ho Ajal Aayi Ho Aur Ay Jaane Jahaan Tu Bhi Tamashae Ho Khaakh Paamal Gharibaan Ko Na Kyun Zinda Kare Jis Daamaan Ki Hawa Bad E Maseehaii Ho Us Ki Qismat Pe Fidaa Takht Shaahe Ki Raahat Khaakh E Taiba Pe Jisse Chain Ke Neend Aayi Ho Taaj Waalo Ki Khwaaish He Ke Unke Dar Par Hum Ko Haasil Sharf E Nasiyaa Farsaii Ho Band Jab Khwaab E Ajal Se Huun Hassan Ke Aankhein Us Ki Nazron Mein Tera Jalwaii Zebaii Ho

Dil main ishq e Nabi ki ho aisi lagan,

  Dil main ishq e Nabi ki ho aisi lagan, Ruh tarapti rahe dil machalta rahe Zindagi ka maza hey kay har saans say Ya Muhammad Muhammad (Sallallaho Alayhi Wasallam) nikalta rahey. Dil Main Ishq-e-Nabi Kee Ho Aesee Lagan Ya Muhammad Muhammad mein kehta raha, Noor kay motiyo ki lare ban gaee, Ayaton sey milata raha ayatein, Phir jo dekha to Naat e Nabi ban gaye. Jo bhi ansoo bahe merey Mehboob kay, Sab key sab abr e rehmat kay cheentay banay, Chah gaee raat jab zulf lehra gaee, Jab tabasum kiya chandani ban gaee. Yeh to maana kay jannat hai bagh e haseen, Khoobsoorat hey sab khuld ki sar zameen, Husn e jannat ko phir jab samayta gaya, Sarwar e ambiya ki galee ban gaee. Jab chirah tazkira un kay rukhsaar ka, Waduha par liya, wal qamar keh dia, Sooraton kee tilawat bhi hoti rahi, Naat bhi ho gayi baat bhi ban gayi. Sab say saim zamanay main mazoor tha, Sab sey beykas tha beybas tha majboor tha , Un ko reham agaya merey halaat par, Meree azmat meree beybasee ban gaee. Dil mein ishq e Nab...

Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare

  Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Bekasi Loot Le Khuda Na Kare Isme Rouze Ka Sajdah Ho Ki Tawaaf Hosh Me Jo Na Ho Wo Kya Na Kare Ye Wahi Hai Ki Baksh Dete Hai Kaun In Jurmo Par Saza Na Kare Sab Tabeebo Ne De Diya Hai Jawaab Aah Eesa Agar Dawaa Na Kare Dil Kaha Le Chala Haram Se Mujhe Are Tera Bura Khuda Na Kare Uzre Ummeed E Afw(a) Gar Na Sune Ru Siyaah Aur Kya Bahana Kare Dil Me Roushan Hai Shamm'e Ishq E Huzoor Kaash Joshe Havas Hawa Na Kare Hashr Me Hum Bhi Sayr Dekhenge Munkir Aaj Unse Ilteja Na Kare Zof Maana Magar Ye Zaalim Dil Unke Raste Me To Thaka Na Kare Jab Teri Khu Hai Sabka Jee Khana Wahi Achha Jo Dil Bura Na Kare Dil Se Ik Zouk E May Ka Talab Hu Kaun Kehta Hai Itteqa Na Kare Le  'Raza'  Sab Chale Madine Ko Mai Na Jaun Are Khuda Na Kare

Dil ki duniya ko sajao aaqa

  Dil ki duniya ko sajao aaqa Apni ulfatt me jilao aaqa Shauke didaar me sou jis shab Apna didar karao aaqa Dil ki duniya ko sajao aaqa Apni ulfatt me jilao aaqa Mere dil ki hai tamanna har dam Apna ghar isko banao aaqa Dil ki duniya ko sajao aaqa Apni ulfatt me jilao aaqa Fikre duniya me na aansu nikle Apni ulfatt me rulao aaqa Dil ki duniya ko sajao aaqa Apni ulfatt me jilao aaqa Hubbe duniya se bachana mujhko Mujhko apna hi banao aaqa Dil ki duniya ko sajao aaqa Apni ulfatt me jilao aaqa Jitne momin hai pareshan data Sabki bigdi ko banao aaqa Dil ki duniya ko sajao aaqa Apni ulfatt me jilao aaqa Aakhri Dum Bhi Adaa Ho Sunnat Peer Ke Din Jo Qaza Ho Aaqa Dil ki duniya ko sajao aaqa Apni ulfatt me jilao aaqa Dil Tarapta Hai Huzoori Ko Huzoor Sadqe Murshid Ke Bulaao Aaqa Dil ki duniya ko sajao aaqa Apni ulfatt me jilao aaqa Mujh Ko Phir Dushmano Ne Ghera Hai Apne Daaman Me Chupaao Aaqa Dil ki duniya ko sajao aaqa Apni ulfatt me jilao aaqa Shakire razvi hai aasi shaha Muzda bakshish ...

Dil ek pal aram na paye, Vo bhi itni raat gaye

  Dil ek pal aram na paye, Vo bhi itni raat gaye, Reh reh kar taiba yaad aye,Vo bhi itni raat gaye Rehmat e alam apki yaade kam ajati hai warna Kon hamara jee behlaye vo bhi itni raat gaye Apne kafoori hoto se chume kadam yaaa de avaz Is tarah jibreel jagaye vo bhi itni raat gaye Ishq ka mara dil bechhara jab koi uska bass na chala Hizr nabi me ashk bahaye vo bhi itni rat gaye Rehmat-e-alam apki yaade kam ajati hai warna Kon hamara j behlaye vo bhi itni raat gaye Dil me kasaq paida hoti hai akhai nem ho jati hai Jab mehzar Tu naat sunaye vo bhi itni raat gaye

Dil dard se bismil ki tarha laut raha ho

  Dil dard se bismil ki tarha laut raha ho Seene pe tasalli ko tera haath dharaa ho Gar waqt-e-ajal sar teri chaukhat pe jhuka ho Jitni ho qazaa ek hi sajde mein adaa ho Tum zaat-e-khuda se na judaa ho na khuda ho Allah ko maaloom hai kya jaaniye kya ho Yeh kyun kahuun mujh ko yeh ataa ho yeh ataa ho Woh do ke hameshaa mere ghar bhar ka bhalaa ho Aata hai faqeeron pe unhi pyaar kuch aisa Khud bheek dein aur khud kahe mangta ka bhalaa ho Mangta to hai mangta koi shaahon mein dikhaade Jisko mere Sarkaar se tukraa na mila ho Mitti na hoo barbaad passe marde ilaahi Jab khaak urey meri Madine ki hawaa ho Dekha unhe mehshar mein to rahmat ne pukaaraa Aazad hai jo aap ke daaman se bandha ho Dhoonda hi karein sadr-e-qayaamat ke sipaahi Woh kis ko mile jo tere daaman mein chupa ho Shaabaash Hassan aur chamakti si ghazal parh Dil khol kar aaina e iman ki jilaa ho De daaliye apnay lab-e-jaan bakhsh ka sadqa Ae chara-e-dil dard-e-hasan ki bhi dawa ho