Fazle Rabbe paak se beta mera dulha bana || Madani Sehra || Lyrics ||
dulha bana dulha bana
ya ilahi ! de sa'aadat hajj ki inko baar baar
baar baar inko dikha , meethe muhammad ka dayaar
dulha bana dulha bana
dulha-dulhan aafiyat se umar bitaae.n daraaz
do-jahaa.n ki ne'mato.n se bhi inhe.n maula ! nawaaz
dulha bana dulha bana
ye meeyan biwi rahe.n jannat me.n bhi yakja aye KHuda !
ya ilahi ! hai yahi attar ke dil ki duaa
dulha bana dulha bana
Comments
Post a Comment